ATM SE PAISE NIKAALNE PAR PAISA NA NIKLE AUR PAISE KATT JAAYE TO KYA KARE
Paisa na nikle ATM se to kya karna hai janiye
10 saalo me banking bahut hi digital ho chuka hai. ATM, net banking, mobile banking se aap kisi bhi jagah se bank ke sab kam kar sakte ho. Is se aap ka time bhi save hota he or money bhi.
Central government ka skim Pradhan Mantri Jan- Dhan Yojana ke maddat se jaydatar sabhi logo ke pas ATM card hai. Isse logo ko bank me jane ki jorrurat nahi paddti. Log kisi bhi bank ke kisi bhi ATM se paisa nikal sakte hai.
Bank ke sabhi suvidha me sabse upar hai ATM. Logo ke suvidha ke liye bank sabhi logo ko ATM jiska bank me account hota hai unko ATM deta hai
Lekin jayda suvidha ne bhi problems aati hai. Kabhi kabhi ATM ke kharabi ke Karan paisa nahi nikal ta hai. Lekin aapka account se paisa kaat jata hai. Agar aapke sath bhi ho aisi problems to kya karenge aap, kya aapko malum hai. Aaye jante he kya karna chahiye ATM se paisa na nikle to.
Apna bank me report kare
ATM se paisa na nikle to aap jald se jald bank me jakar report kare. Aap kyoki kisi bhi bank ke ATM se paisa nikal sakte ho, lekin aapko apne bank me hi jakar report karna hai 30 din ke under.
Reserve bank of india ka rule
Reserve bank of india ke rule ke mutabik agar ATM ke kharabi se kisiko paisa nahi milta hai to 7 din ke undar customar ke paisa lota dena hoga. Agar 7 din me paisa bank nahi deta hai to har ek din deri se 100 rupiya jurmana bank ko dena hoga. RBI ne a bhi kaha agar customers report nahi kare to bhi bank ka haq banta hai ki customar ka paisa lota de.
30 din ke under report kore
Or ek important bat agar aap 30 din ke under report nahi karte to bank aapko jurmana nahi dega. Isliye ATM se paise na milne par aap jald se jald apne bank me report kare....
Thanku for reading my dear friends tc

Comments